Pregnancy Check Karne Ke Gharelu Tips

Pregnancy Check Karne Ke Gharelu Tips

Pregnant hona Maa banana har mahila ka ek dream hota hai. Jab bhi aapke periods miss ho jate hai. To sabse pahla khayal aapke dimag me aata hai Pregnancy. Ki kahi me pregnant to nahi hu kya me maa banane wali hu. To us samay aapko confirmation ke liye pragnancy test karane ki jarurat hoti hai. Wese to market me pregnancy kit bahut asani se kisi bhi medical store se mil jati hai, Jiski help se aap 2 min me pregancy confirm kar sakti hai. Lekin agar aap kit kharidane me asamarth hai tb aap Pregnancy Kaise Check Kare, Janane ke liye pregancy check karne ke Gharelu tips ko follow kare.

Pregnancy Check Karne Ke Gharelu Tips-

Ghar par wina kit ke gharelu tips se pregnancy check karne ke bahut sare tarike hai, Jo ki pahle ke samay jab kit nahi hoti thi tab mahilaye Istemal karti thi, Jab bhi aap pregnancy test karne ke liye ap kisi bhi tips ko follow kare to dhyan rahe ki aapko morning first urine hi lena hota hai. To Aaiye Jante hai pregnancy check karne ke Gharule Tips ke bare me-

1- Sugar Test-

Sugar se pregnancy test karne ke liye sabse pahle aapko 1 spoon sugar lena hai, Uske bad 1 spoon first Urine (Toilet) lena hai. Aur dono ko kisi bowl me dalkar mix karna hai. Mix karne ke bad Sugar toilet me Ghulne lagti hai to Iska matalab aap pregnant nahi hai. Aur agar sugar nahi ghulati hai aur guchhe ban jate hai, To aap pregnant hai. 

2- Soap Test –

Soap (Sabun) se pregnancy test karne ke liye aapko 1 bowl me subah ke Toilet lena hai aur usme koi bhi sabun leke milana hai. Aur 2 min ke liye intjaar karna hai, Agar bowl me bulbule banane lagte hai to iska matlab hai ki aap pregnant hai, Aur agar Bulbule nahi bante hai to aap pregnant nahi ho.

3- Bleach Test-

Jis tarah se hamne btaya soap test ke bare me btaya wese hi aapko bleach test karna hai. Ek clean container me toilet lena hai, aur usme 1 spoon bleaching powder ke sath mix karna hai. Agar mix karne ke bad usme Jhaag banane lagte hai, To aap pregnant hai, aur agar jhaag nahi bante hai to aap pregnant nahi ho.

4- Salt Test-

Salt(Namak) se pregnancy check karne ke liye aapko 1 spoon Salt lena hai, aur 1 spoon Urine lena hai. Dono ko ek clean bowl me ya disposal me mix kar dena hai, To jesa ki sugar test me btaya tha 2 min ke bad agar Salt Toilet me ghul jata hai to aap pregnant nahi ho. Aur agar salt mix hone ke bad usme se jhag jesa banane lagta hai to aap pregnant ho. 

5- Tooth-Paste Test-

Yah sayad hi aapko pta hoga ki ham toothpaste se bhi pregnancy test kar sakte hai, Uske liye aapko sabse pahle Urine lena hai, Aur toothpaste white wala hi hona chahiye, white toothpaste leke use urine me milana hai. Agar Toothpaste ka color blue (Neela) ho jata hai to aap pregnant ho, agar toothpaste ka color change nahi hota hai to aap pregnant nahi ho.

6- Glass Test-

Glass test se aap smjh hi gaye honge ki aapko ek Kaanch ya ni ki Glass ka cup lena hai aur usme Toilet ko bhar lena hai, Toilet bharne ke bad use thode time ke liye chhod dena hai, Agar Glass ke upar white color ki parat jesi ban jati hai to aap pregannat hai. 

7- Dettol Test-

Dettol se pregnancy test karne ke liye aapko ek glass ka cup, yaa disposal lena hai usme equal matra me Dettol aur Urine ko mila lena hai, Agar Urine (Toilet) Dettol ke sath mix ho jata hai to aap pregnant nahi hai, aur agar Toilet upar aa jata hai aur ek layer ban jati hai to chance hai ki aap pregnant ho. 

Yah hai pregnancy check karne ke gharelu tips, aap is tarah ghar par pregnancy test to kar sakte hai, lekin aapko ek bar doctor ki confirmation ki lena bhi bahut jyada important hai, Esliye aapko esa lage ki aap pregnant hai, aur gharelu tips se bhi positive aaye to aap doctor ke pas jaye aur proper test karaye. Uske bad aap apni health ka pura khayal rakhe. Dhanyabad. 

By Bhavana Sharma

Bhavana Sharma is an expert SEO team lead with a deep understanding of SEO, local SEO, and content optimization. With years of experience, she crafts SEO strategies that enhance search engine visibility and drive targeted traffic.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *